Apne Haathon ki Lakeeron mai Basa le Mujh ko

Apne Haathon ki Lakeeron mai Basa le Mujh ko
Mai hoon Tera to, Naseeb apna bana le Mujh ko

Mai jo Kaanta hoon to, chal Mujh se bacha ker Daman
Mai hon agar Phool, to Jorey mai saja le Mujh ko

Mai khule Darr k kisi Ghar ka hoon Samaan, Pyare!
Tu dabey Paaon kabi aake Chura le Mujh ko

Mujh se Tu puchne aaya hai Wafa k Ma’ani
Ye Teri Sada-Dili na Maar dale Mujh ko

Mai Samandar b hoon, Moti b hoon, Gota-zann b
Koi b Naam le ke Bula le Mujh ko

Khood ko Mai Baant na daloon kahin, Daman Daman
Kardia Tu ne jo Agar Mere hawale Mujh ko

Bada phir Bada hai, Mai Zehar b p jaaon ‘Qateel’
Shart ye hai k koi Baahon mai sanbhale Mujh ko

Source:Unknown

Advertisements

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Google+ photo

You are commenting using your Google+ account. Log Out /  Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

w

Connecting to %s

%d bloggers like this: